Thursday 31 December 2015

MAUT KI AAGOSH ME JAB THAK KE SOJATI HAI MAA

1 comment:

maut ki aagosh mein jab thak key soo jati hain maa

tab kahii jaakar "reza" thora sukoon paati hain maaa,

fikar mein bachoo ki kuch istarah ghul jaati hain maa

no jawan hotey howey budhi nazar aati hain maaa,

eik hi hasraat ko apney azm-o-istaqlal sey,

aansoo sey gusl dekar kudh hi dafnaati hain maa

aurhtii hain gurbatoo kaa khud yeh boseeda kafan

chahatoo ka perahan bachey ko pehnaatii hain maa

bhooka rehnay hi nahi deti yateemoo ko kabhi

jaaney kis kis sey kahan sey maang kar laati hain maa

rooh aur rishtey ki yeh gheraiyan tou dekhayey

chot lagtii hain hamarey aur chilaatii hain maaa

kab zarorat hoon meray bachey ko itnaa soch kar

jaagti rehtii aaankhen aur soooo jaati hain maaa

haadyoon ka ras pila kar apney dil key chain koo

kitnii raatey mein tou khalii paet sojaati hain maaa

jaaney kitnii barf si raatoo mein aisaa bhi howa

bacha tou chatii pey hain gelay mein sojatii hain maa

jab khiloney ko machaltaa hain koi gurbat ka phool

aaansoo key saaz par bachey ko behlatii hain maaa

fikar mein shamshan key aakhir chatanoo ki tarah

jaisay sookhii lakriaa istraha jaal jaati hain maaa

apnii aanchal sey gulabii aansoo ko poonch kar

deir tak gurbat pey apnii askh barsatii hain maa

samney bachoo key khush rehtii hain har ek haal mein

raat ko chup chup kay lekin askh barsatii hain maaa

pehley bachoo ko khilaatii hain sukoon-o-chain sey

baad mein jo kuch bacha who shauq sey kahti hain maa

Mangtiii bhi nahi apney liyey allah sey

Apney bachoo key liyey daman ko phelatii hain maa

Janey anjaney mein hojayey jo bachey sey kasoor

Eik anjaani saza key dukh sey tarhaaati hain maa

Har ibadat har mohabbat mein nihah hain eik garz

Be garz be losss har khidmat ko kar jaati hain maa

Apney bachoo ki baharey zindagi key wastey

Aansooo key phoool har mosaaam mein barsatii hain maa

Bazooo mein kich key aaajaye gi kaisay qainat

Apney bachey key liyey bahoon ko pehlaatii hain maaa

Eik eik hamley sey bachey ko bachaney key liyey

Dhaaal bantii hain kabhi talwar ban jaati hain maaa

Pheley dil ko saaf karkey khoob apney khoon sey

Dharkanoo par kalmae-tauheed likh jaati hain maaa

Safha-e-hastii pey likhtii hain who usool-e-zindagi

Isi lyey ek maqtab-e-islam kehlatii hain maaa

Usney duniyaa ko diyey masoom rehbar islyey

Azmatoh mein saani-e-quran kehlatii hain maa

Jab perashanii mein ghir jaatey hain hum pardes mein

Aaansoo ko poochney khawaboo mein aajatii hain maa

Aisa lagta hain key jaisa aagaye firdoos mein

Daal kar bahey galey mein sar ko sehlatii hain maa

Agaya gar waqt muskhill apney dil key chain par

Qabr mein hotey howey bhi ashq barsatii hain maa

Baad mar jaaney key phir betay ki khidmat key liyey

Bhes betii ka badal kar ghar mein aaajati hain maaa

Door hojatii hain sari umr ki us dam thakan

Bihah karkey betay kaa jab ghar bahoo lati hain maa

Dekh letay hain nazar jis waqt betay aur bahoo

Ajnabi apney hi ghar mein haayey ban jaati hain maa

Allah allah bhool kar eik eik satam ko raat mein

Pootii pootey sey shikastaaa dil ko behlatii hain maa

Beta kitnaa hi bura hoon par padosan key huzoor

Rok kar jazbaat ko betay key gun gaati hain maa

Shadiyaan karkey jo bachey jaa basey pardes mein

Khat sey ya tasweer sey phir dil ko behlatiii hain maa

Apney seenay par rakhey hain qainat-e-zindaqiii

Yeh zameen is wastey hain dost kehlatii hain maa

Zindagani key safar mein gardishoo ki dhooob mein

Jaab koi saaya nahi miltaa tou yaad aaatii hain maa

Muflisi Bachey ki zid par jab utha letii hain haath

Jaisay mujrum ho koi istrhah sharmatii hain maa

Lot kar wapis safar sey jab bhi ghar aatey hain hum

Daal kar bhahey galey mein sar ko sehlatii hain maa

Dair hojatii hain ghar mein aaney mein aksar jab hamey

Rait par machlii ho jaisay aisay ghabratii hain maa

Mart-e-dam asaka bacha naa ghar par deir sey

Apni donoo kutliyay chokhat par rakh jaati hain maa

Apni pehloo mein lita kar aur totey ki tarah

Eik , bara paanch chodaa hum ko sikhlaati hain maa

Pyar kehtey hain kissey aur maamta kia cheez hain

Koi un bachoo sey poochey jin mar jaati hain maa

Saaal bhar mein , ya kabhi , haftey mein jumaraat ko

Zindagi bhar ka silaa eik fatiha paa ti hain maaa

Martaba hoo maa ka zahir kis liyey firdoos sey

Apney bachoo key liyey poshaq mangwatii hain maa

Ghar sey jab pardes jaata hain koi noor-e-nazar

Hath mein quran lekar dar pey aajatii hain maa

Dekey bachey ko zamanat mein reza-e-paak ki

peechay peechay sur jukhayey door tak jaati hain maa

kaaptiii awaaz sey kehtii hain betaa alwidaaa

samnaa jab tak rahey hathooo ko lehratii hain maa

yaad aataa hain shab-e-aashoor ka karyal jawan

jab kabhii uljhiii howi zulfoo ko suljhatii hain maa

sub sey pehlay jaaan dena fatima(a.s) key laal par

raat bhar aun-o-mohamed ko yeh samjhatii hain maa

allah allah intehah dekh sabr-e- laila aur husain (a.s)

baap ney khainchii sina , seeney ko sehlatii hain maa

yeh bata saktii hain humko bus rubab(a.s)-e-khasta tan

kis tarah bin doodh key bachay ko behlaati hain maaa

shimr key kanjar sey yaa sookhey galey sey poochiyey

maa idhar sey nikaltaa hain udhar aaati hain maaa

jab talak hain yeh hath hain hamsheer be parda na hoon

eik madar bawafa betay sey farmatii hain maaa

aisa lagta hain kissi maqtal sey ab bhi waqt-e-asr

ek buridaa sar sey zyada pyasaaa hoon sada aati hain maa

no jawan beta agar dam tor dein aagosh mein

zindaqii bhar sur ko diwaroo sey takraatii hain maa

lash par betay key parhtii hain jawanii marsiaaa

shukr ka sajda us aalim mein baja laati hain maa

dei kar apney laal ko islam ki aaagosh mein

good khalii phir so-e-jaanat palat jaati hain maa

fatima(a.s) key laal par qurbaaan karney key liyey

baandh kar sehra jawan betay ko samjhatii hain maa

apney gam ko bhool kar rotey hain jo shabbir(a.s) ko

unkey askhoo key liyey jannat sey aajatii hain maa.

Tuesday 29 December 2015

POETRY COLLECTION OF BIBI UMME KULSOOM S.A.

1 comment:

“Loh per sabr ki tehreer hain misl e Zenab (S.A),
Aur hamsheera e Shabbir (A.S) hain, misl e Zenab (S.A);
Jinka ek naam hai tareekh mein Umm e Kulsoom (S.A),
Fatima Zehra (S.A) ki tasweer hain misl e Zenab (S.A).”
.
.
.
"Paanch (5) Ma'soomon (a.s) ki tasveer hain yeh dono behnain,
Waris-e-aya-e-Tat'heer hain yeh dono behnain;
Bani-e-farsh-e-aza Zainab (s.a) o Kulsoom (s.a) hain,
Haamil-e-shan-e-wilayat hain yeh dono behnain."
.
.
.
Bibi Kulsoom parwan charhen Shabbar-o-Shabbir kay sath
Tarbiyat in ki hui Deen ki tamer kay sath
Har qadam in ka utha Nara-e-Takbeer kay sath
Deen wabasta hey in ki Taqdeer kay sath
Jab bhi Islam per dushman ne koi waar kiya
Qom ko Zainab-o-Kulsoom be baydaar kiya
.
.
.
Kulsum Binte Haidar E Safdar Hain Ba Kamal
Kulsum Misle Fatema Zahra Hain Be Misaal
Kulsum Bhi Hain Zainab E Kubra Si Khush Khesaal
Kulsum Ke Fazayele Aali Hain La Zawal
Vahdaniyat Inhi Ke Basane Se Basti Hai
Inki Reda Ke Saaye Me Tauheed Palti Hai

Sunday 27 December 2015

SYRIAN ARMY NE HALAB KE PAAS 65 AREA AZAD KARAYE

No comments:

SYRIAN ARMY NE HALAB KE PAAS 65 AREA AZAD KARAYE.

Syrian Ki Army Ne Ab Tak Southern Aur Western Halab Ke Paas Ke 65 Se Zyada Districts, Regions Aur Villages Ko Apne Control Me Le Liya Hai.

Syrian Ki Military Ke Spokesman Ne Bataya Hai Ki Country Ki Air Force Ne Damshik, Homes, Huma, Idlib, Aur Halab Ke Surrounding Areas Ne 17 Se 26 December Ke Bich Atankiyo Ke 590 Place Per 168 Baar Attack Kiye Hai. Unhone Bataya Ki Syria Ki Military Southern Aur Western Halab Ke Paas Ke 65 Se Zyada Districts, Regions Aur Villages Ko Atankiyo Se Azas Karane Me Kamyab Rahe Hai. Spokesman Ne Bataya Ki Air Force Ke War Planes Ke Attack Ke Wajah Se Badi Tadat Me Atanki, Turkey Se Adjoining Hue Border Areas Ki Aur Bhag Khade Hue Hai.

source-
Jafferynews com

www.fb.com/safeer.azadari

Saturday 26 December 2015

HAZRAT MOHAMMAD-E-MUSTAFA (P.B.U.H.)

No comments:

HAZRAT MOHAMMAD-E-MUSTAFA (P.B.U.H.)
Name - Muhammad
Title - Al-Mustafa
Kunyat - Abul Qasim
Born - Friday, the 17th of Rabi-ul Awwal
Father's Name - Abdullah Ibn Abdul Muttalib
Mother's Name - Amina bint-e-Wahab
Died - at the age of 63 years on Monday, 28th Safar 11 AH .
Burried- in his house adjoining the mosque at Medina
The last prophet of God is Hadrat-i-Muhammad upon whom be blessings and peace, who possesses a book and a Shari'ah and in whom Muslims have placed their faith. The Prophet (sawas) was born fifty-three years before the beginning of the hijra calendar in Mecca in the Hijaz amidst the family of Banu Hashim of the Tribe of Quraysh, who were considered the most honoured of the Arab families.
His father was called 'Abdallah and his mother, Aminah. He lost both parents at the beginning of childhood and was placed under the care of his paternal grandfather, 'Abd al-Mutalib, who also soon passed away. At this time the Prophet (sawas)'s uncle, Abu Talib, took charge of him and became his guardian, taking him into his own house. The Prophet (sawas) grew up in his uncle's house and even before reaching the age of adolescence used to accompany his uncle on journeys by caravan.
The Prophet (sawas) had not received any formal schooling. Yet, after reaching the age of maturity he became famous for his wisdom, courtesy, and trust- worthiness. As a result of his sagacity and trustworthiness, one of the women of the tribe of Quraysh, well-known for her wealth, appointed him as the custodian of her possessions and left in his hands the task of conducting her commercial affairs.
The Prophet (sawas) once journeyed to Damascus with her merchandise and as a result of the ability he displayed was able to make an outstanding profit. Before long she asked to become his wife and the Prophet (sawas) accepted her proposal. After the marriage, which occurred when he was. twenty-five years old, the Prophet (sawas) began the life of a manager of his wife's fortunes, until the age of forty, gaining meanwhile a widespread reputation for wisdom and trust- worthiness. He refused, however, to worship idols, as was the common religious practice of the Arabs of the Hijaz. And oc- occasionally he would make spiritual retreats (khalwah)/)) in which he prayed and discoursed secretly with God.
At the age of forty, in the cave of Hira', in the mountains of the Tihamah region near Mecca, when he was in spiritual retreat, he recived the first message from GOD and the permission to start the mission of spreading the new religion. At that moment the first chapter of the Qur'an ("The Blood-Clot" [Surah-i 'alaq]) was revealed to him. That very day he returned to his house and on the way met his cousin, Ali ibn Abl Talib, who after hearing the account of what had occurred declared his acceptance of the faith. After the Prophet entered the house and told his wife of the revelation, she likewise accepted Islam.
The first time the Prophet (sawas) invited people to accept his message he was faced with a distressing and painful reaction. Of necessity he was forced henceforth to propagate his message in secret for some time until he was ordered again by God to invite his very close relatives to accept his message. But this call was also fruit- less and no one heeded it except Ali ibn Abi Talib, who in any case had already accepted the faith. (But in accordance with documents- transmitted from the Household of the Prophet (sawas) and extant poems composed by Abu Talib, the Followers of Ahlul Bayt believe that Abu Talib had also embraced Islam; however, because he was the sole protector of the Prophet (sawas), he hid his faith from the people in order to preserve the outward power he had with the Quraysh.)
After this period, according to Divine instruction, the Prophet (sawas) began to propagate his mission openly. With the beginning of open propagation the people of Mecca reacted most severely and inflicted the most painful afflictions and tortures upon the Prophet (sawas) and the people who had become newly converted to Islam. The severe treatment dealt out by the Quraysh reached such a degree that a group of Muslims left their homes. and belongings and migrated to Abyssinia.
The Prophet (sawas) and his uncle, Abu Talib, along with their relatives from the Banu Hashim, took refuge for three years in the "mountain pass of Abu Talib," a fort in one of the valleys of Mecca. No one had any dealings or transactions with them and they did not dare to leave their place of refuge. The idol-worshipers of Mecca, although at the beginning they considered inflicting all kinds of pressures and tortures such as striking and beating, insult, ridicule and defamation on the Prophet, occasionally would also show kindness and courtesy toward him in order to have him turn away from his mission. They would promise him great sums of money or leadership and the rule of the tribe. But for the Prophet (sawas) their promises and their threats only resulted in the intensification of his will and determination to carry out his mission. Once, when they came to the Prophet (sawas) promising him wealth and power, the Prophet (sawas) told them, using metaphorical language, that if they were to put the sun in the palm of his right hand and the moon in the palm of his left hand he would not turn away from obeying the unique God or refrain from performing his mission.
About the tenth year of his prophecy, when the Prophet (sawas) left the "mountain pass of Abu Talib," his uncle Abu Talib, who was also his sole protector, died, as did also his devoted wife. Henceforth there was no protection for his life nor any place of refuge. Finally the idol-worshipers of Mecca devised a secret plan to kill him. At night they surrounded his house from all sides with the aim of forcing themselves in at the end of the night and cutting him to pieces while he was in bed. But God, the Exalted, informed him of the plan and commanded him to leave for Yathrib.
The Prophet (sawas) placed Ali in place of himself in his bed and at night left the house under Divine protection, passing amidst his enemies, and taking refuge in a cave near Mecca. After three days when his enemies, having looked everywhere, gave up hope of capturing him and returned to Mecca, he left the cave and set out for Yathrib. The people of Yathrib, whose leaders had already accepted the message of the Prophet (sawas) and sworn allegiance to him, accepted him with open arms and placed their lives and property at his disposal. In Yathrib for the first time the Prophet (sawas) formed a small Islamic community and signed treaties with the Jewish tribes in and around the city as well as with the powerful Arab tribes of the region. He undertook the task of propagating the Islamic message and Yathrib became famous as "Madinat al-rasul" (the city of the Prophet).
Islam began to grow and expand from day to day. The Muslims, who in Mecca were caught in the mesh of the injustice and inequity of the Quraysh, gradually left their homes and property and migrated to Medina, revolving around the Prophet (sawas) like moths around a candle. This group became known as the "immigrants" (muhajirun) in the same way that those who aided the Prophet (sawas) in Yathrib gained the name of "helpers" -ansar).
Islam was advancing rapidly but at the same time the idol- worshipers of Quraysh, as well as the Jewish tribes of the Hejaz, were unrestrained in their harassment of the Muslims. With the help of the "hypocrites" (munafiqun) of Medina, who were amidst the community of Muslims and who were not known for their holding any particular positions, they created new misfortunes for the Muslims every day until finally the matter led to war.
Many battles took place between the Muslims and the Arab polytheists and Jews, in most of which the Muslims were victorious- . There were altogether over eighty major and minor battles. In all the major conflicts such as the battles of Badr, Uhud, Khandaq, Khaybar, Hunayn, etc., the Prophet (sawas) was personally present on the battle scene. Also in all the major battles and many minor ones, victory was gained especially through the efforts of Ali. He was the only person who never turned away from any of these battles. In all the wars that occurred during the ten years after the migration from Mecca to Medina less than two hundred Muslims and less than a thousand infidels were killed.
As a result of the activity of the Prophet (sawas) and the selfless effort of the muhajirun and ansar during this ten-year period, Islam spread through the Arabian peninsula. There were also letters written to kings of other countries such as Persia, Byzantine and Abyssinia inviting them to accept Islam. During this time the Prophet lived in poverty and was proud of it. He never spent a moment of his time in vain. Rather, his time was divided into three parts: one spent for God, in worshipping and remembering Him; a part for himself and his household and domestic needs; and a part for the people. During this part of his time he was engaged in spreading and teaching Islam and its sciences, administrating to the needs of Islamic society and removing whatever evils existed, providing for the needs of the Muslims, strengthening domestic and foreign bonds, and similar matters.
After ten years of stay in Medina the Prophet (sawas) fell ill and died after a few days of illness.

Biography of the Sixth Holy Imam "Imam Ja'far al-Sadiq(A.S.)"

No comments:

Biography of the Sixth Holy Imam "Imam Ja'far al-Sadiq(A.S.)"
The Sixth Holy Imam Imam Jafar-As-Sadiq(A.S.)

Title: As-Sadiq
Kunyat: Abu Abdullah
Born: at Medina on Monday the 17th Rabi-ul- Awwal 83 A.H.
Fathers Name: Imam Muhammad Baqir(A.S.)
Mother Name: Umm-e-Farwah
Martyred:aged 65 years at Medina on Monday, 25th Shawwal
148 A.H. Poisoned by Mansur Dawaniqi the Abbasid caliph
Buried:at Jannat-ul-Baqi at Medina.

The Holy Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.) was the sixth in the succession of the twelve Holy Imams. His epithet was Abu Abdullah and his famous titles were as-Sadiq, al-Fazil and al-Tahir. He was the son of Imam Muhammad Baqir(A.S.), the fifth Imam and his mother's name was Umm-e-Farwah, the daughter of Qasim Ibn Muhammad Ibn Abu Bakr.
Born on Friday the 17th Rabi-ul-Awwal 83 A.H. at Medina, he was brought up by his grandfather, the Holy Imam Zain-ul-Abedin for 12 years and then remained under the sacred patronage of his father the Holy Imam Muhammad Baqir, for a period of nineteen years.

Imamat
After the martyrdom of his holy father in 114 A.H., he succeeded him as the sixth Imam, and thus the sacred trust of Islamic mission and spiritual guidance was relayed down to his custody right from the Holy Prophet(S.A.W.) through the succession of preceding Holy Imams.

Political Condition
The period of his Imamat coincided with the most revolutionary and eventful era of Islamic history which saw the downfall of the Ummayad Caliphate and the rise of the Abbasid Caliphate. The internal wars and political upheavals were bringing about speedy reshufflements in government. Thus the Holy Imam(A.S.) witnessed the reigns of various caliphs starting from Abdul Malik down to the Ummayyad ruler Marwan-e-Hemar. He further survived till the time of Abul Abbas al-Saffah and Mansur al- Dawaniqi among the Abbasid caliphs. It was due to the political strife between two groups viz the Umayyads and the Abbasids for power that the Holy Imam was left alone undisturbed to carry out his devotional duties and peacefully carry on his mission to propagate Islam and spread the teachings of the Holy Prophet(S.A.W.).

In the last days of the Ummayad rule, their Empire was tottering and was on the verge of collapse, and a most chaotic and demoralised state of affairs prevailed throughout the Islamic lands. The Abbasids exploited such an opportunity and availing themselves of this political instability, assumed the title of "Avengers of Holy Ahlul Bayt(A.S.)". They pretended to have stood for the cause of taking revenge on the "Ummayads" for shedding the innocent blood of the Holy Imam Husain(A.S.).

The common people who were groaning under the yoke of the Ummayads, were fed up with their atrocities and were secretly yearning for the progeny of the Holy Prophet(S.A.W.) to take power. They realised that if the leadership went to the Holy Ahlul-Bayt, who were its legitimate heir, the prestige of Islam would be enhanced and the Holy Prophet's misison would be genuinely propagated. However, a group of Abbasids secretly dedicated their lives to a campaign for seizing power from the hands of the Ummayads on the pretext that they were seizing it only to surrender it to the "Holy Ahlul Bayt(A.S.)." Actually they were plotting for their own ends. The common people were thus deceived into supporting them and when these Abbasids did succeed in snatching power from the Ummayads, they turned against the Holy Ahlul Bayt(A.S.).

Religious Condition
The downfall of the Ummayads and the rise of the Abbasids constituted the two principal plots in the drama Of Ismamic history. This was a most chaotic and revolutionary period when the religious morals of Islam had gone down and the teachings of the Holy Prophet(S.A.W.) were being neglected, and a state of anarchy was rampant. It was amidst such deadly gloom that the virtuous personage of Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.) stood like a beacon of light shedding its lustre to illuminate the ocean of sinful darkness around. The world got inclined towards his virtuous and admirable personality. Abu Salma Khallal also offered him the throne of the Caliphate. But the Holy Imam(A.S.) keeping up the characteristic tradition of his ancestors flatly declined to accept it, and preferred to content himself with his devotional pursuits and service to Islam. On account of his great learning he was always triumphant in his many debates with the priests of rival orders like Atheists, Christians, Jews, etc.

Teachings
The versatile genius of Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.) in all branches of knowledge was acclaimed throughout the Islamic world, which attracted students from far-off places towards him till the strength of his disciples had reached four thousand. The scholars and experts in Divine Law have quoted many traditions (Ahadith) from Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.). His disciples compiled hundreds of books on various branches of science and arts. Other than "Fiqh" (religious laws), "Hadith" (tradition); "Tafsir" (Commentary), etc. The Holy Imam(A.S.) also imparted mathematics and chemistry to some of his disciples. Jabir ibne Hayyan Tartoosi, a famous scholar of mathematics, was one of the Holy Imam's disciples who benefited from the Holy Imam's knowledge and guidance and was able to write 400 books on different subjects.

It is an undeniable historical truth that all the great scholars of Islam were indebted for their learning to the very presence of the Ahlul Bayt(A.S.) who were the fountain of knowledge and learning for all. Allama Shibli Numani writes in his book "Seerat-un-Numan": "Abu Hanifa remained for a considerable period in the attendance of Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.), acquiring from him a great deal of precious research on Fiqh and Hadith. Both the sects Shia and Sunni-believe that the source of Abu Hanifa's knowledge was mostly derived from his association with Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.)."

The Holy Imam(A.S.) devoted his whole life to the cause of religious preaching and propagation of the teachings of the Holy Prophet(S.A.W.) and never strove for power. Because of his great knowledge and fine teaching, the people gathered around him, giving devotion and respect that was his due. This excited the envy of the Abbasid caliph Mansur Dawaniqi, who fearing the popularity of the Holy Imam(A.S.), decided to do away with him.

Martyrdom
On 25th Shawwal 148 A.H. the Governor of Medina by the order of Mansur Dawaniqi, got the Holy Imam(A.S.) martyred through poison. The funeral prayer was conducted by his son Imam Musa al-Kazim(A.S.), the seventh Holy Imam, and his body was laid to rest in the cemetery Jannat-ul-Baqi in Medina.

Biography of the Sixth Holy Imam "Imam Ja'far al-Sadiq(A.S.)"

No comments:

Biography of the Sixth Holy Imam "Imam Ja'far al-Sadiq(A.S.)"
The Sixth Holy Imam Imam Jafar-As-Sadiq(A.S.)

Title: As-Sadiq
Kunyat: Abu Abdullah
Born: at Medina on Monday the 17th Rabi-ul- Awwal 83 A.H.
Fathers Name: Imam Muhammad Baqir(A.S.)
Mother Name: Umm-e-Farwah
Martyred:aged 65 years at Medina on Monday, 25th Shawwal
148 A.H. Poisoned by Mansur Dawaniqi the Abbasid caliph
Buried:at Jannat-ul-Baqi at Medina.

The Holy Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.) was the sixth in the succession of the twelve Holy Imams. His epithet was Abu Abdullah and his famous titles were as-Sadiq, al-Fazil and al-Tahir. He was the son of Imam Muhammad Baqir(A.S.), the fifth Imam and his mother's name was Umm-e-Farwah, the daughter of Qasim Ibn Muhammad Ibn Abu Bakr.
Born on Friday the 17th Rabi-ul-Awwal 83 A.H. at Medina, he was brought up by his grandfather, the Holy Imam Zain-ul-Abedin for 12 years and then remained under the sacred patronage of his father the Holy Imam Muhammad Baqir, for a period of nineteen years.

Imamat
After the martyrdom of his holy father in 114 A.H., he succeeded him as the sixth Imam, and thus the sacred trust of Islamic mission and spiritual guidance was relayed down to his custody right from the Holy Prophet(S.A.W.) through the succession of preceding Holy Imams.

Political Condition
The period of his Imamat coincided with the most revolutionary and eventful era of Islamic history which saw the downfall of the Ummayad Caliphate and the rise of the Abbasid Caliphate. The internal wars and political upheavals were bringing about speedy reshufflements in government. Thus the Holy Imam(A.S.) witnessed the reigns of various caliphs starting from Abdul Malik down to the Ummayyad ruler Marwan-e-Hemar. He further survived till the time of Abul Abbas al-Saffah and Mansur al- Dawaniqi among the Abbasid caliphs. It was due to the political strife between two groups viz the Umayyads and the Abbasids for power that the Holy Imam was left alone undisturbed to carry out his devotional duties and peacefully carry on his mission to propagate Islam and spread the teachings of the Holy Prophet(S.A.W.).

In the last days of the Ummayad rule, their Empire was tottering and was on the verge of collapse, and a most chaotic and demoralised state of affairs prevailed throughout the Islamic lands. The Abbasids exploited such an opportunity and availing themselves of this political instability, assumed the title of "Avengers of Holy Ahlul Bayt(A.S.)". They pretended to have stood for the cause of taking revenge on the "Ummayads" for shedding the innocent blood of the Holy Imam Husain(A.S.).

The common people who were groaning under the yoke of the Ummayads, were fed up with their atrocities and were secretly yearning for the progeny of the Holy Prophet(S.A.W.) to take power. They realised that if the leadership went to the Holy Ahlul-Bayt, who were its legitimate heir, the prestige of Islam would be enhanced and the Holy Prophet's misison would be genuinely propagated. However, a group of Abbasids secretly dedicated their lives to a campaign for seizing power from the hands of the Ummayads on the pretext that they were seizing it only to surrender it to the "Holy Ahlul Bayt(A.S.)." Actually they were plotting for their own ends. The common people were thus deceived into supporting them and when these Abbasids did succeed in snatching power from the Ummayads, they turned against the Holy Ahlul Bayt(A.S.).

Religious Condition
The downfall of the Ummayads and the rise of the Abbasids constituted the two principal plots in the drama Of Ismamic history. This was a most chaotic and revolutionary period when the religious morals of Islam had gone down and the teachings of the Holy Prophet(S.A.W.) were being neglected, and a state of anarchy was rampant. It was amidst such deadly gloom that the virtuous personage of Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.) stood like a beacon of light shedding its lustre to illuminate the ocean of sinful darkness around. The world got inclined towards his virtuous and admirable personality. Abu Salma Khallal also offered him the throne of the Caliphate. But the Holy Imam(A.S.) keeping up the characteristic tradition of his ancestors flatly declined to accept it, and preferred to content himself with his devotional pursuits and service to Islam. On account of his great learning he was always triumphant in his many debates with the priests of rival orders like Atheists, Christians, Jews, etc.

Teachings
The versatile genius of Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.) in all branches of knowledge was acclaimed throughout the Islamic world, which attracted students from far-off places towards him till the strength of his disciples had reached four thousand. The scholars and experts in Divine Law have quoted many traditions (Ahadith) from Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.). His disciples compiled hundreds of books on various branches of science and arts. Other than "Fiqh" (religious laws), "Hadith" (tradition); "Tafsir" (Commentary), etc. The Holy Imam(A.S.) also imparted mathematics and chemistry to some of his disciples. Jabir ibne Hayyan Tartoosi, a famous scholar of mathematics, was one of the Holy Imam's disciples who benefited from the Holy Imam's knowledge and guidance and was able to write 400 books on different subjects.

It is an undeniable historical truth that all the great scholars of Islam were indebted for their learning to the very presence of the Ahlul Bayt(A.S.) who were the fountain of knowledge and learning for all. Allama Shibli Numani writes in his book "Seerat-un-Numan": "Abu Hanifa remained for a considerable period in the attendance of Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.), acquiring from him a great deal of precious research on Fiqh and Hadith. Both the sects Shia and Sunni-believe that the source of Abu Hanifa's knowledge was mostly derived from his association with Imam Jafar-as-Sadiq(A.S.)."

The Holy Imam(A.S.) devoted his whole life to the cause of religious preaching and propagation of the teachings of the Holy Prophet(S.A.W.) and never strove for power. Because of his great knowledge and fine teaching, the people gathered around him, giving devotion and respect that was his due. This excited the envy of the Abbasid caliph Mansur Dawaniqi, who fearing the popularity of the Holy Imam(A.S.), decided to do away with him.

Martyrdom
On 25th Shawwal 148 A.H. the Governor of Medina by the order of Mansur Dawaniqi, got the Holy Imam(A.S.) martyred through poison. The funeral prayer was conducted by his son Imam Musa al-Kazim(A.S.), the seventh Holy Imam, and his body was laid to rest in the cemetery Jannat-ul-Baqi in Medina.

Friday 25 December 2015

इत्तेहाद से हमारी मुराद क्या है ?

No comments:

हफ्ता ए वहदत
इत्तेहाद से हमारी मुराद क्या है ?

मैं दुनिया के सभी मुसलमानो को इस हकीक़त को समजाने की अपील करता हु। हम कतअन ये नहीं कह रहे है की उम्मत ए मुसलेमा के इत्तेहाद के ज़रिये एक मुसलमान फिरका दुसरे मुसलमान फिरके के  अकीदो को कबुल करे। नहीं, इत्तेहाद से हमारा मतलब ऐसा बिलकुल नहीं है। इत्तेहाद बय्नुल मुस्लेमीन यानी मुसलमानो के मुख्तलिफ फिरके अपने अन्दर पायी जाने वाले समान (कोमन) अकीदो के ज़रिये मुत्तहिद हो। और अपने अन्दर पायी जाने वाले मुखालिफ अकीदो को मुसलमानों के बिच दुश्मनी और जंग की वजाह न बनाए। हमारा इत्तेहाद से मतलब यही है ।

- रहबरे मोअज्ज़म अयातुल्लाह सैयद अली खामेनाइ (ह.अ.)

Thursday 24 December 2015

HAFTA-E-WAHDAT SHURU, EID-E-MILAD-UN-NABI MANAYI GAYI.

No comments:

🌹HAFTA-E-WAHDAT SHURU, EID-E-MILAD-UN-NABI MANAYI GAYI.🌹

Iran Me Kal Se Hafta-e-wahdat Ki Shuruat Ho Gaya Hai.

Kal 12 Rabi Awwal Se Iran Me Hafta-e-wahdat Manaya Jaa Raha Hai. Ek Riwayat Ke Mutabik Pagembar Islam Hazrat Muhammad Mustafa s.a.w.w Ki Wiladat Aaj Ke Din Hai Issi Ke Mutabik Iran Me Hafta-e-wahdat Manaya Jaa Raha Hai.

Sunni Musalman 12 Rabi Awwal Ko Aur Shia Musalman 17 Rabi Awwal Ko Paigembar Islam(s.a.w.w) Ki Wiladat Manate Hai. Iran Me Islam Revolution Ke Marhum Ayatullah Khumaini Ne Desh Me Islamic Revolution Ki Kamyabi Ke Saath Hi 12 Rabi Awwal Se Hafta-e-wahdat Manane Ki Announcement Ki Thi.

source-
jafferynews. com

www.safeer-e-aza.in

Saturday 19 December 2015

ALVIDA HUSSAIN

No comments:

3
SAFEER E AZA (BROADCAST):

Khushi Laazim hai Har ek Gham k Rukhsat par..!!
.
Ajab Gham-e-Husain hai jaate hue Rulaata hai..!!

hamara page fb pe zarur like  kare
👇🏻
www.fb.com/safeer.azadari

Friday 18 December 2015

QATA'A J ALIASGAR A.S.

No comments:

2
SAFEER-E-AZA (BROADCAST):
Salika chahiye makatal me muskurane ka,
maza tabhi to he gardan pe tir kane ka,
koi bhi ho abu talib tere garane ka,
Woh janta he hunar din ko bachane ka.
forwarded by-
MOHANMAD RAJANI.

QATA'A J.ALIASGAR A.S.

No comments:

1
SAFEER E AZA(BROADCAST):

Muskura k ALI ASGHAR a.s ne kaha Baba se
Mere Qatil ko mere saamne Be bas kardo
Teer ko kheench k sookhi hui Gardan se meri
Hurmula haar gaya hai use wapas kardo.

www.safeer-e-aza.in

Monday 14 December 2015

Saturday 12 December 2015

MAHUVA KI FIZA ME GUNJA "LABBAIK YA HUSSAIN A.S."

No comments:

MAHUVA NEWS:

11/12/2015 FRIDAY.

MAHUVA KI FIZA ME GUNJA "LABBAIK YA HUSSAIN A.S."

28SAFAR,
SHAHADAT E RASUL E KHUDA S.A.W
AUR SHAHADAT E IMAM HASAN A.S.W.S.
KE DIN MAHUVA ME EK
BOHAT HI SHANDAR MATAMI JULUS KA PROGRAM
RAKKHA GAYA THA JISME
GUJRAT KE ALAG ALAG SHEHRO
SE AUR MAHARASHTR SE
BHI AZADARO NE SHIRKAT KARKE
BIBI ZEHRA S.A. KO UNKE
BABA AUR BETE KA PURSA
PESH KIYA THA....

👉🏻 JULUS KE PROGRAM KE  BAAD AZADARO NE RAASTO KO BHI SAAF KIYA THA...

JAZAKALLAH!!

Saturday 5 December 2015

RUHANI SAFAR/ ISHQ KA SAFAR...

No comments:

RUHANI SAFAR/ ISHQ KA SAFAR.....

MUMBAI:
05/12/2015
SAKINAKA SE MANJGAO (21-27KM.)TAK KA PAIDAL SAFAR,
MAULA HUSSAIN A.S. KE CHEHLUM KE DIN SUBHA 9BAJE SAKINAKA SE SHURU HUA THA,

AUR BOHAT SE AREA SE HOTA HUA SHAM 8:30 BAJE MANJGAO POHCHA THA.....

JISME NAUJAWAN,BUDDHE,MASOOM BACCHE AUR AURTO NE BHI HISSA LIYA THA,

AUR SABHI LOGO NE BAREHNA PAIR(WIDOUT CHAPPAL) PURA SAFAR TAY KIYA THA....

AUR ISS SAFAR ME BANNER'S  KE ZARIYE SE AUR BHI BOHAT SARE INSANIYAT  AATANKWAD KE KHILAF KE MSGS POHCHANE KI KOSHISH KI GAYI THI....

JAZAKALLAH,,

REPORTER- SYED MISBAH,
PHOTOGRAPHY- SYED ALI ASGAR.

Friday 4 December 2015

SJTM-आज़रबाइजान, पुलिस ने 5 शिया मुसलमानों की हत्या कर दी

No comments:

🔴Azerbaijan Update🔴

04 दिसम्बर 2015

SJTEAM

आज़रबाइजान, पुलिस ने 5 शिया मुसलमानों की हत्या कर दी

आज़रबाइजान में पुलिस ने 5 शिया मुसलमानों की गोली मारकर हत्या कर दिया और अन्य 32 को हिरासत में ले लिया है।

आज़रबाइजान के गृह मंत्री रामिल उसुबोव ने दावा किया है कि नारदरान गांव में सरकार का तख़्ता पलटने की साज़िश कर रहे शियों के ख़िलाफ़ पुलिस ने कार्यवाही की है।

उल्लेखनीय है कि आज़रबाइजान में शिया मुसलमान बहु संख्यक हैं, इसके बावजूद उन्हें धार्मिक एवं राजनीतिक आज़ादी प्राप्त नहीं है।

पुलिस हमले में मारे जाने वाले और गिरफ़्तार किए जाने वाले लोग मुस्लिम एकता आंदोलन के सदस्य हैं।

आज़री सरकार इस संगठन पर सरकार के ख़िलाफ़ साज़िश रचने और देश में इस्लामी सरकार की स्थापना के प्रयासों का आरोप लगाती है।

मंगलवार को भी आज़री सुरक्षा बलों ने इस इलाक़े में छापे मारे थे और इमाम हुसैन की अज़ादारी कर रहे शियों के धार्मिक प्रतीकों को नष्ट कर दिया था।


December 4, 2015

Azerbaijan,5  Shiite Muslims killed by police

police shot dead
5 Shiite Muslims in Azerbaijan and another 32 were taken into custody.

Azerbaijan's Interior Minister Ramil Usubov claimed that Nardran village Shias have
are intriguing to overthrow the government ,
police  taken action against the Shia.

Shia Jafari TM
IRIB NEWS

YAD E SAFAR E MAULA SAJJAD A.S.W.S.

No comments:

BHAWNAGAR NEWS:

👉🏻 YAD E SAFAR E MAULA SAJJAD A.S.W.S.
KE NAAM SE EK SHANDAR PAIDAL SAFAR KA PROGRAM RAKKHA GAYA THA,
JISME BHAWNAGAR SE LEKAR VARTEJ BARGAHE HUSSAIN(12+KM) TAK 1000 SE BHI ZYADA LOGO NE PAIDAL SAFAR KIYA,,

AUR RASTE ME BHI JAGAH JAGAH PE SABILO KA INTEZAM KIYA GAYA THA....

SAFEER-E-AZA TEAM ISS PROGRAM KE ORGNISER " KHADIM E I.HUSSAIN A.S." KE TAMAM MEMBRAN KO DIL SE SALAM KARTI HAI.

👉 MATAMI JULUS @ BHAWNAGAR,
CHEHLUM KE DIN BOHAT HI SHANDAR MATAMI JULUS NIKALA GAYA THA,
JO BHAWNAGAR KE MAIN ROAD SE HOTA HUA AMBA CHOWK ME POHCHA THA,
ISS JULUS ME BHI SABHI MOAMENIN
( BACCHE AUR BUDDHO)NE BHI SHIRQAT KARKE BIBI ZEHRA S.A. SE DUA LI THI.

photos ke liye

Wednesday 2 December 2015

مغربی نوجوانوں کے نام رہبر کے خط کو لندن امریکا اور دیگر ممالک میں پرنٹ کر کے لوگوں میں تقسیم کیا جارہا ہے .

No comments:

مغربی نوجوانوں کے نام رہبر کے خط  کو  لندن امریکا اور دیگر ممالک میں پرنٹ کر کے لوگوں میں  تقسیم کیا جارہا ہے .
۔۔۔ ایک بار پھر ثابت ہوگیا کہ مسلمانوں کا حقیقی رہبر کون ھے اور نا صرف مسلمانوں کا بلکہ تمام انسانوں کا رهبر۔ جس کے دل میں ہر انسان کا درد ھے ۔۔ جو تنہا دنیا میں باطل قوتوں سے نبرد آزما ھے ۔۔۔ سچا رهبر ۔۔۔ پکا علوی ۔۔۔ حق پرست حسینی ۔۔۔

Tuesday 1 December 2015

Letter4u: Ayatollah Khamenei ka Maghribi Mulko ke Tamam Naujawano ke Naam Paigham

No comments:

Shuru Allah ke naam se ho bada meharbaan aur reham karne wala hai

Maghribi mulko (Western Countries) ke tamam naujawano ke naam

Andhe aatankwaad ne France me jin kadwi ghatnao ko anjaam diya, usne mujhe ek baar phir aap naujawano se baat karne par aamada kiya hai. Mere liye yeh afsoos ka maqam hain ki hamari baatchit ki wajah is tarah ke waqeaat bane; lekin haqiqat yeh hai ke agar dardnaak masael hamare bich guftagu aur aapsi samajh banane ka maidan na bana sake to nuksaan dugna hoga.

Duniya me kisi bhi jagah par koi insaan ka dukh apne aap me puri insaniyat ke liye dukhdaai hota hai. Woh manzar ke bachcha apne chahne walo ke saamne dam tod deta hai, ek maa jis ke khandaan ki khushi sog me badal jaati hai, ek shouhar (husband) apni biwi ki laash uthae rote hue bhaag raha hai, ya woh tamashai ke jise nahi maloom ke chand lange baad apni zindagi ka aakhri waqt dekhne ja rahe hai. Yeh aise manzar nahi hai jo dekhne wale ko andar se jhinjhod na de. Jis ke andar zara si bhi mohabbat aur insaniyat baqi hogi, yeh manzar dekh kar ghamgeen aur ranjida hoga; chahe woh France me dikhai de ya Filistin, Iraq, Lebanon aur Syria me.

Yaqinan sawa sau karod musalamo ke bhi yehi jazbaat hai aur woh in zulm se bhari harkato ko anjaam dene walo aur zimmedaro se nafrat karte hai. Lekin mamla yeh hai ki agar aaj ke yeh dukh, dard aur gham, aane wale behtar aur mehfuz waqt ki buniyaad na bane to inki haisiyat kadwi aur bagair fal ki yaade ban kar reh jaegi. Yeh mera nazariya hai ke sirf aap naujawaan hi aaj ke halaat se sabaq le kar aane wale achche waqt ke liye kaam karne ki nai raahe talaash karene aur insaniyat ko galat raah se rokne me kaargar sabit hoge; jisne maghrib (West) ko aaj is jagah la kar khada kar diya hai.

Yeh sahi hai ki aatankwaad aaj hamara aur aapka sajha dushman hai. Lekin aapko yeh maloom hona chahiye ki jis na-amni aur bechaini ka saamna aapne abhi ke khatarnaak waqiye me kiya aur us dukh aur gham me jise Iraq, Yemen, Syria aur Afghanistan ke log saalo se jhel rahe hai, do buniyadi farq paae jaate hai.

Ek to yeh ke aalame Islam sarhado ke lehaz se kai guna zyada bade ilaaqe me, is se kai guna zyada aur bahot lambe waqt se aatankwaad aur zulm ki bhet chad raha hai. Dusre yeh ki badqismati se is zulm aur barbariyat ki hamesha kuch badi taqato ki taraf se alag alag tariqo se aur bahot bade paimane par support kiya jata hai hai. Aaj shayad hi aisa koi hoga jise Al-Qaeda, Taliban aur is manhus silsile ki kadiyo ke banane, unko mazboot karne aur unhe hathiyaro ki supply me America ke kirdaar ki jaankari naa ho.

Is khule hue support ke sath saath, takfiri aatankwaad ke jaane pehchane aur mashshur himayat karne wale, sabse zyada gire hue siyasi nizaam rakhne ke bawajood, hamesha maghrib ke ittehadiyo ki saff me shamil rahe hai; jabke ilaaqe me panapti democracy se nikalne wale roshan aur numaya soch ko berahmi se kuchla aur dabaya gaya hai. Aalame islam me bedari ki tehrik ke saath maghrib ka dohra rawayya maghrib ki policiyo ke dohrepan ka muh bolta sabot hai.

Is dohrepa ka ek aur roop Israel ka sarkaari aatakwaad hai. Filistin ki mazloom awaam 60 saal se zyada waqt se badtarin qism ke aatakwaad ka saamna kar rahi hai. Agar aaj Europe ke log kuch din apne gharo me panah lene par majboor hai aur bhid bhaad wale jagaho par jaane se parhez kar rahe hai to Filistini pariwaar dasiyo saal se yaha tak ki apne ghar me bhi Israeli hukumat ki barbaad karnewali aur qatlo gharat ki machine se surakshit nahi hai.

Aaj aatank ki kaun si aisi qism hai jiska comparison Israeli government ke Filistini zameen par banae gae settlements ke sath kiya ja sake? Yeh hukumat apne asar rakhne wale hamiyo ya khokle international idaro ki taraf se kisi tarah ki sanjida aur asardaar tippani ka saamna kiye baghair rozana Filistiniyo ke gharo ko gira diya karti hai, unke bagho aur kheto ko barbaad karti hai, yaha tak ki unhe samaan hatane aur kheto ki fasle kaatne tak ki mohlat nahi deti. Yeh sab kuch aam taur par aurto aur bachcho ki aasu bahati aakho ke saamne hota hai, jo apne pariwaar ke logo ko maar khate aur jailo me jaate dekh rahe hote hai. Kya aaj ki duniya me aap itne bade paimae par, itni miqdaar me aur itne lambe arse tak anjaam paane wale kisi aur zulm ko jaante hai?

Sir se pair tak hathiyaaro se lais sainik ke saamne sirf aeteraaz kar dene ke jurm me bich sadak par ek khatoon ko goliyo se bhool dena agar atankwaad nahi to kya hai? Yeh barbarta chunke ek ghasib hukumat ke fauji anjaam de rahe hai to kya ise extremism nahi kehna chahiye? Ya sirf is bina par ki yeh tasveer pichle 60 saal se TV screeno par lagataar dikhai dete rahe hai, hamare zamiro ko nahi jhinjhodte.

Maghrib (West) ki faujo ki Islami duniya par chadhai jiske natije me beshumar jaane jana; maghrib ki dotarfa ravish ki ek aur misaal hai. Hamle ka nishana banne wale desho ne jaani nuksaan uthae, iske alawa unke yaha maali aur industry infrastructure barbaad ho gaya; unki taraqqi bilkul tham gai aur kuch mamlo me woh dasiyo saal piche chale gae. Is ke bawajood gustakhi ke saath un se kaha jata hai ke khud ko mazloom na samjhe. Yeh kaise mumkin hai ke kisi mulk ko virane me badal diya jaae, us ke shahro aur gao ko raakh ke dher me badal kar us se kaha jaae ke barae meharbaani aap khud ko mazloom na maaniye!

In saniho ko bhool jaane aur inhe naa samajhne ke dawat dene ke bajae kya sachchai se maafi mang lena kya zyada behtar nahi hai? In saalo ke dauraan aalame islam ko hamla karne walo ke dohre ravayye aur nakli chahro se jo gham pahucha hai woh jaani aur maali nuksaan se kam nahi hai.

Pyare naujawano! Mai undeed karta hu ke aap isi waqt ya aae wale waqt me is jhooti aur dhokebaaz soch ko badlege, us soch ko jiska saara kamaal uske lambe muddat ke irado aur plan ko chupana aur khatarnaak tarin khwahisho aur maqsado ko sajana-sawarana hai. Meri nazar me salamati aur sukun qaem karne ke silsile me pehla padhao is zalim aur nuksaan pahuchane wali soch me sudhar karna hai. Jab tak maghrib ki siyasat par dohre meyaar ka zor rahera, tab tak aatankwaad ko achche aur bure me bata jata rahega, us waqt tak zulm ki jado ko kahi aur khojne ki zarurat nahi hai.

Afsoos ki baat hai ke yeh jade barso ki is muddat me dhire dhire maghribi cultural policiyo ki gehraiyo tak pahuch gai hai aur ek khamosh aur namehsus hamle ka raasta tayyar kar liya hai. Duniya ke bahot se mulk apne culture par fakhr karte hai. Us culture par jisne aage badhne aur tarraqqi ke saath hi saikdo saal se insani samajo ko alag alag ruup se har tarah se sairaab kiya hai. Aalame Islam bhi is se alag nahi hai.

Lekin daure hazir me maghribi duniya apni technology aur wasael ki madad se duniya ke culture ko eksaman bana dene par ada hua hai. Mai dusre desho par maghribi culture thope jaane aur waha ke culture to past qarar diye jaane ko ek khamosh aur bahot hi nuksaandeh aatank manta hu.

Ameer culturo ki beizzati aur un ke mohtaram tarin pehluo ki tauheen aise aalam me ki ja rahi hai ki jab uski jagah lene wale culture me uski jagah lene ki taqat bilkul nahi hai. Misal ke taur par “akramak ravayya” aur “akhlaqi kamtari” ne jo badqismati se maghribi culture ke bunyadi pehlu ban chuke hai; is ki maqbuliyat aur position ko khud unhi ke yaha bahot niche tak gira diya hai.

Ab sawaal yeh hai ki agar ham ruhaniyat se dur; zulm se bhari aur fahash culture ko qabul na kare to kya hum gunehgaar hai? Agar ham is barbaad kar dene wale sailaab ka raasta rok de jo art ke naam par humare naujawano ki or bheji ja rahi hai, to kya hamne gunah kiya hai? Mai cultural rishto ki qadro qimat ka munkir nahi hu. Yeh rishta jab kabhi fitri halaat me aur mezbaan samaj ke ehteraam ke saath qaem hue hai, unse uchai aur falah mili hai.

Is ke barkhilaaf bahari aur thope gae rishte nakaam aur nuksaandeh sabit hue hai. Bade hi dukh ke saath mujhe kehna padta hai ki Daaesh jaise past giroh bahari cultures se inhi nakamiyaab rishto ki paidawaar hai. Agar kharabi aqede me hoti to istemaari daur se pehle bhi alame Islam me aise giroh namudaar hote. Jabke tarikh is ke barkhilaaf gawahi deti hai.

Sabit kiye hue tarikhi haqiqato se pata chalta hai ke kis tarah ek aadiwasi qabile ke andar maujood extremist aur thukra di gai soch se istemaari nizaam ke milaap ne is ilaaqe me charampanth (Extremism) ka bij boya! Warna kaise mumkin hai ki duniya ke sabse akhlaqi tareen aur insani dost maktabe fikr se jis ke buniyaadi dastawez me ek insaan ka qatl saari insaniyat ke qatl ke samaan tahraya gaya ho, Daesh jaisa kuda bahar aae?

Dusri or yeh sawal puchana jaana chahiye ki woh log jo Europe je paida hue aur usi mahol me fikri aur nafsiyati parwarish paai, is qism ke giroho ki janib kyu maael ho rahe hai? Kya yeh tasleem kiya ja sakta hai ke kuch afraad jangzada ilaaqo ka ek do safar kar ke achanak itne extremist ban jaae ki apne hi desh ke logo par goliyo ki bauchar kar de?

Qatlo gharat  se paida hue kharab mahol me puri umr cultural values ke kami ke asar ko kabhi faramosh nahi karna chahiye. Is silsile me ek detailed analysis karne ki zarurat hai. Aisa analysis ho samaj ki chupi hui aur dikhne wali buraiyon ko ujagar kar de. Shayad industrial aur economic taraqqi ke barso me asamanta aur kabhi kabhi qanuni aur samaji bhedbhav ke natije me maghribi samajo ke kuch tabqaat ke andar boi gai gehri nafrat ne aisi guththiyan bana di hai jo thode thode waqt ke baad is bimaari ki shakl me khulti hai.

Baharhaal aap hi ko apne samaj ki upari taho ko hatakar in guththiyo ko aur buraiyo ko khojna aur khatm karna hai. Khai ko aur gahra karne ke bajae use band karna chahiye. Atankwaad se muqable me sabse badi galti jaldbaazi me ki gai har wo harkat hai jo aaj duriyo ko aur badhati hai. Gusse aur jaldbaazi me uthaya jane wala har qadam jo Europe aur America me base sakunat pasand Muslim baradari ko jisme dasiyo laakh fa’aal aur zimmedaar insaan shamil hai, alag-thalag, dare hue aur pareshan, pehle se bhi zyada unhe unke buniyaadi adhikaaro se dur, aur samaj ke asli dhare se door karna; na sirf yeh ke mushkil ka hal nahi hai balki duriyo me aur shiddat aur nafrat me aur gehraai ki wajah banega.

Badle ki bhavna wale upaae, khas taur se agar use qanuni jawaz bhi de diya jaae, ka natija haal ke polarization me zyada izaafe aur aane wale waqt ki pareshaniyo ka raasta hamwaar hone ke alawaa kuch nahi niklega. Mili hui jaankari ke hisaab se kuch European desho me aise qanun banae gae hai jo shehriyo ko musalmano ki jasusi ke liye aage badhate hai. Yeh bartao zalimana hai aur ham sab jaante hai ke zulm khud zulm ki taraf palat kar aane ki khasiyat rakhta hai.


Dusre yeh ki Musalmaan is naqadri ke mustahaq nahi hai. Maghribi duniya sadiyo se Musalmano ko bakhubi pehchanti hai. Is daur me bhi jab West me rehne wale Islami zameen par mehmaan bane aur ghar ke malik ki daulat par unki nazre gad gai aur us waqt me bhi jab woh mezbaan the aur unhone Musalmano ki fikr aur kaam se faeda uthaya, unhone hamesha hamdardi aur sahanshilta ke alawa kuch nahi dekha hai.

Isliye mai aap naujawano se chahta hu ki ek sahi pehchaan aur gehri soch ki buniyaad par aur nagawaar tajrubaat se sabaq lete hue aalame Islam ke saath sahi aur baizzat rishte ki neev rakhiye. Aisa ho gaya to woh din door nahi jab aap dekhege ki is natije ki buniyaad par tayyar ki gai imarat apne banana walo par yaqeen aur itminaan ka saaya kiye hue rahegi, unhe hifazat aur sukun ki taqat de rahi hogi aur zameen par roshan bavishya ki ummido ki kirne bikher rahi hogi.

Syed Ali Khamenei

(29th November, 2015)

 
back to top